Tuesday, February 14, 2006

mulakat

kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
pyas bhujti nahi, ki barsaat guzar jaati hai,
apni yaadon se kehdo, ki yu na aaya kare,
neend aati nahi, aur raat guzar jati hai....

2 comments:

Gopi said...

waah waah..yeh wala bahut achchhaa tha. Kiska hai?

DK/SarDaar said...

main net se sher uthata hoon and in general wanha shayar ka naam nahi likha hota